Psennikow 4K 8MP E9 Bulb WiFi Camera – Dual Lens, Auto Tracking, Night Vision
Short Description:
E9 bulb mein chhupa hua 4K smart camera. Dual lens, auto tracking, two way audio aur night vision ke saath. Ghar, dukan ya baby monitor ke liye perfect.
Full Description:
Ye camera bilkul normal bulb ki tarah E9 holder mein lag jata hai, is liye kisi ko shak bhi nahi hota. Koi wiring ya drilling nahi, bas bulb lagayein aur phone se connect karein.
Features:
- 4K 8MP Dual Lens aur Dual Screen, saaf aur tez video
- Auto Tracking, camera harkat ko khud follow karta hai
- Two Way Audio, phone se baat bhi karein aur sunein bhi
- Night Vision, andheray mein bhi saaf nazar
- WiFi Connection, phone app se kahin se bhi live dekhein
- Baby monitor aur home/shop security dono ke liye
Package Mein:
- 1x WiFi Bulb Camera
Cash on Delivery available. Pure Pakistan mein delivery.
ONE SOFTWERE WARRANTY
















Reviews
There are no reviews yet.